"fir kahi ek aas jaga gya koi,
soi si dhadkan ko yun jaga gya koi,
un tute hue sapno ko fir saja gya koi,
dil k un aandhre kono ko fir jagmga gya koi..
in aakhon ko fir sapne dikha gya koi,
is dil ko fir pyar se yun selha gya koi,
bujhti hui is lau ko fir jala gya koi,
is ruthe hue dil ko yun fir mana gya koi..
fir ek naya Ehsaas jaga gya koi.."
fir ek naya Ehsaas jaga gya koi.."
-aks-
No comments:
Post a Comment