"teri un gusthakiyon ko bhi chahne ko ji krta hai,
in jheel si aakhon main doob jane ko ji krta hai,
hr lamha tujh sang bitne ko ji krta hai,
he pal tujhe bus chahne ko ji krta hai,
teri aagosh main simat jane ko ji krhta hai,
ab in bahon se na jane ko ji krta hai,
hr pal-hr lamha bus tujhe apna banane ko ji krta hai,
ab to bus teri in aakhon main doob janr ko ji krta hai.."
<3
~aks~
