"Tere diye gum ko bhulane maikhane nikla,
apni sakshyat ko jaam main mitne nikla,
Raah main dr pada us parvardigar ka,
socha usi se gila shikva karoon apne yaar ka,
pr yahan to vo bhi tera diwana nikla,
yahan to main hi is jug se begana nikla..
Ab to hr gum ko is shaam main mitane nikla,
khud ko ek jaam main gavene nikla,
tere diye gum ko bhulene nikla.."
-aks-
No comments:
Post a Comment